youtube par video upload karne ka sahi tarika full hindi me.


you tube par videos upload karne ka tarika sirf ek hi he ki aap pc desktop/laptop se hi video upload karein kyonki ye full screen mein sabhi feature available hote hien or ham Tag and description aashi se fill kar sakte ho.




kuch logo ko to video upload karne ki sahi jankari bhi pata nhi hoti he or bo jyada views banane me nirash ho jate hein.
to mene ish article me  video ko upload karne ka sahi trika bataya he. Jisse aap achhe views kama sakte ho.
and pc se video upload fast hota he. Pc se video kese upload karein. Jankari hindi me.




1-sabse pehle aap youtube me log  in ho jaye or ushke bad upload ke button par click kare.

2- yaha par dekhenge to apko arrow ka mark he thik ishke niche likha he select files to upload yani ki aap upload karne ke liye file select karein.
or drag and drop video files ap video file ko keech kar bhi dal sakte ho fir ishke bad uploading hone lagegi.
3- ishe public hi rakha agar apki video par jyada visitor pana chahte ho to.



ab dekhye friends unloading hone lagi ab me ishki  details bata deta hu.


1-agar right side me dekhoge to apko uploading time dikhega ki video kitna time or lega video upload hone mein.
or agar left side me dekhoge to apko video kitna upload ho gya bo sab jankari dikhegi % me.

2-ham par apko video ka tital dena he. Tital aisa hina chahiye jise padh kar hi log video ko dekhne lagein.to aap samjh gaye honge ki video ka tital kesa hona chahiye.
note -tital aisa bilkul nhi hona chahiye jese aapka video kisi or topic par he or aapke video ka tital nam kuch ish prakar ho sunny leon hot videos aisa karne se visitor to aayenge par apko log pasand nhi karenge nigetive comment karenge or apke channel ko kabhi subscribe nhi karenge.

3- ishe ap public rehne jisse apke video par jyda views milenge
agar aap apni aisi video dal raho jise ap logo ke sath share nhi karna chahte or safe rakhna chahte ho kahi video mujhse delete na ho jaye to ishke liye ap public se private select karo.

4-yaha par channel ki description dalo. Or description me kya dalna chahiye me to apni video description me aisa kuch dalta hu
sabse pehle me 2-3 line aisi likhta hu video ke bare me jisse koi bhi visitor video ki description padh kar video ko jaldi se dekhe or 2-3 line aisi honi bhi jaruri he kyon kye video tital ke niche nazar aati he or uper ki line ko ache se nhi likhoge to sayad apki video par jyada views na aaye to sabse pehle ye mouka mat chodna.
or me apni videos description me apni website bhi add karta hu or 3-4- ache video link bhi add karta hu jisse mere or bhi video dekhe jayein.
or video description me hame social site follow link bhi add karna chahiye.
tab aap apne channel par jyada famous ho paoge nd.
apke dimag me sawal jarur aaya hoga ham ye sab videos ki description kyon add kare kya bakiye log video ki desc. Padte honge.
me ye manta hu log bakayi video description padhte hein. Or jo log nhi padhte hein unhe padhna chahiye jinse unhe fyda hoga
note – jab network ki speep slow ho jati he or video ruk jati he ishme log video ki description padhna pasnad karte hein.

5- yaha par dekhne wale people ke liye ek message bhi add kar sakte ho jab bhi koi hamari ye video dekhega to usko ye message bhi show hoga agar apko apni videos me messages karna he to ap kar sakte ho par me kabhi naahi karta hu.

6- yaha par also share on he or ishke aage google plus or twitter ki button availble he ap unhe check rakhye jisse apko twitter or google plus par apni video share karne ki jarurt nhi padegi yaha par mark lagane se apki video auto share ho jaya karegi to me unhe hamesa check rakhta hu ap bhi rakh sakte ho.

7- agar apne koi playlist banayi ho to usme video ko yaha se jod sakte ho nd agar nhi banayi he to nyi playlist banakar jod sakte ho playlist banana jyada bada kam nhi he jese aham pc me bnew folder banate hein. Same aisa hi kam he.
playlist kyun banate hein playlist matlab agar apne kisi bhi topic par bahut se video bnanaye hein.exaple jese apne facebook par 12 video banaye hein or unhe b video ki facebook name ki  paly list bana sakte ho jisse apko visitor ko video dhudne me jyada problem nhi aayegi.

8-yaha par apko video se related tag dalne hein and ek tag dalne ke bad apko dusra dalne ke    ,   lagana hoga 
tag kyu dalne chahiye or shiki kya jarurat he.
tag ishliye dale jate hein jisse hamara video search me jaldi aaye or jyad views aaye.
tag ko apne video se related dalna chahiye or apne channel ka nam bhi tag me dalna chahiye jisse hamara channel search me jaldi aata he.

9- yaha par apke video se teen thumbnails dekhengi or ap un teen thumbnail se ek achi or best thumbnail select karna chahiye sabse jyada views to video ki thumbnail ko dekhker hi aate hein.
kehne ka matlab kisi movie ka acha  poster hoga tabhi jyada movies dekhnege or apni video se acha thumbnails hona chahiye agar apko teeno (3)thumbnails me se
kahi ka bhi best nhi lagta apani video ke liye.

10- to aap apni video ke liye yaha se custom thumbnail upload kar sakte ho thumnails aap photoshop ya ache photoeditor se edit kar sakte ho photo ka size 640x360 hona chahiye tab thumbnails acha  lagta he.

11- ha par apni video ko video manager me dekh sakte ho pa me kabhi nhi dekhta.

12-yaha par click karke ap or videos uploads kar sakte ho.

13- or sab ache se select karne ke bad aap ishe publis kar de jisse apko views jyada ho.

ummid he apko article pasaand aaya hoga aagar apko youtube ke bare me kuch puchna ho or aap hamse kuch post ke bare me  kuch kehna chahte ho to mujhe comment kar sakte ho.
video me dekh kar seekho go to video


agar apko hamari website pasand aayi ho to hamre channel ko subscribe karna mat bhulye.




Author image
About the Author

Hey I'm Raj kushwah; a blogger from India. On my Youtube video channel I talk about Blogging, WordPress, SEO, If you want to blogging and want to focus your career on blogging, then this channel is perfect for you. Subscribe to stay updated with channel udpates.

Follow me on:

youtube par video upload karne ka sahi tarika full hindi me. youtube par video upload karne ka sahi tarika full hindi me. Reviewed by VIJENDRA KUSHWAHA on 3:03:00 AM Rating: 5

12 comments:

  1. Replies
    1. thanku brothe apne dosto ke sath share jarur kariye

      Delete
  2. sir me jab apni video ko share kar rha hu to share link ke saath thumbnails nhi dikh rha

    ReplyDelete
  3. mujhe ye bataye ki YouTube par kis Size ki video sahi rahti he jo me upload kar saku or wo video Mobile, PC,laptop, me sahi tarike se dikai de .
    please mujhe video ki sahi size bataye

    ReplyDelete
  4. mujhe ye bataye ki YouTube par kis Size ki video sahi rahti he jo me upload kar saku or wo video Mobile, PC,laptop, me sahi tarike se dikai de .
    please mujhe video ki sahi size bataye

    ReplyDelete
  5. Bhai mere views 213 se age hi nhi bad rhe he...jabki mene video ko kai baar baar dekhkr chek kr liya...

    ReplyDelete
    Replies
    1. ap apni video ko khud na dekhe aap sirf apni video social networking sites par share kijiye.

      Delete
  6. bahut acche se samjhaya Sir aapne ....sir Kisi singer k gaaye huye gaane ko khud gaate huye video bnakr you tube pe upload kr skye hai ya nhi ?????
    www.sabkimadad.com

    ReplyDelete
  7. I was perusing your article and thought about whether you had considered making a digital book on this subject. You're composing would offer it quick. You have a great deal of composing ability. youtube promotion packages

    ReplyDelete
  8. Thats been great article. Thanks for sharing it.

    ReplyDelete

Apka comment yaha par karein.

Powered by Blogger.