Youtube channel ko google adsense se jodne ki sabhi details hindi me.

agar aap bhi youtube channel ko google adsense se jodna chahte ho.
or paisa kamana cahte ho to sabse pehle me apse ye ehna cahuna apke channel par 500 views hona jaruri tabhi adsense ko connect kare.0 views par apka adsense disble bhi ho sakte he kam kam 100 views 10 subscribers hona cahiye.
and apka channel par monetize enble jarur hona chahiye agar apne abhi tak apne

channel ko monetize $ kiya he to monetize karne ki jankari yaha par ya yaha se monetize kar sakte ho,

agar apka pehle se adsense account he to aap usse link kar sakte ho agar nhi to aap ish post ko follow karo.


sabse pehle youtube.com par jao login karo.
1-fir my channel par click karo
2- video manager par click karein.



1- channel par click karo.
2-channel verified hona chahiye agar apne abhi tak apne channel verify nhi kiya he to aap ish post ko follow karke verify jarur kar lein.Youtube channel ko verify kyo kare sabhi jankari hindi me.


3-apke channel par monetize enble hona chahiye agar apne apne channel par abhi tak monetize enble nhi kiya he to pehle monetize enble karle. Is post ko follow karke .Youtube channel me monetize enble kese kare jankari hindi me.

4-view monetization settings par click karo.



1- how will I be paid? Par click kare.
2- associate adsense account par click karo.



1-yaha par ham bola ja raha he aap apne adsense account ko update karne ke liye neeche diye gaye Next par click kare.or fir ham adsense jod sakte hein or adsense ki sabhi prakriya hone ke bad ham wapis youtube par aajayenge.

2- aap chahte to adsense ke bare me padh sakte hein 3 number par nahi padhna chahte ho to Next pr click karein.

3-yaha par adsense ke bare me jan sakte ho.me apko thodi hindi me bata deta hu.
adsense apne video ke sath video chhavi ke roop me ads dikhar kar paise kamane ke liye he.
google swachalit roop se jo ads apke video par dikhane chahiye yani ki aap ads dikhne ke liye apni video ko monetize jarur kare.
or paisa kamega visitors ke ads par  click karne se.
3-or ap sab jankari pade fil me article ko jayad bada karna nhi cahta hu.




next par click karne bad aap ish page par aa jaoge.
1- yaha par apni bhasa (language) select kare.
2-sign in ke button par click karein.


1-yaha par apni content bhasa select kar sakte ho.
2-continue par click kare.


1-mene yaha par apna desh select kiya he me india se hu to india select karunga ap apno country select karo.
2-yaha india ka time select hoga yaha par.
3- apne kam ka option select karo.
4-yaha par payee nam dale payee aisa hona cahiye jo apke bank account me nam se same name hone se hi paisa milega.
5-apna sahi pata yaha pr dale
note- address sahi hona chahiye kyonki adsense apke address par ke dak verification code bhejta he jisse apko paise milte hein so aap adress sahi bhare.
6-yaha par city town select karo.
7-yaha par apna rajy select kare mene mp kiya he kyonki me mp se hu.
8-pincode dale pincode ushi jagah ka dale jaha aap rehte ho agar apko pincode malum nhi he to apne as pees me kisi se puch lo.
9-mobile number dale.
10- yes tick laga do sabhi settings par.

11- submit my application par click karo.


1-yaha par apko adsense terms jarur padhe.
2-yes, I have read and accept the agreement ke chane tick kare or accept ke button par click (tick) karein.


ab apke channel par adsense lag chuka ab apke video par ads chalenge.
1-yaha par apka account approve ho chuka he ishe jarur check kare.
agar apke channel par copyright video nhi hongi to 10-15 minut me hi approved ho jayega.
2-yaha ap adsense acount cheng kar  sakte ho.
3- yaha par apko adsense settings he he aap adsense settings par bhi ja sakte ho.
par mera suggation yahi rahega agar apko adsense ruls malum na ho to adsense settings ko na chede.


ummid he apko ye article jarur pasand aaya hoga.agar apko kahi koi problemaaye to mujhe comment kar sakte ho.




Author image
About the Author

Hey I'm Raj kushwah; a blogger from India. On my Youtube video channel I talk about Blogging, WordPress, SEO, If you want to blogging and want to focus your career on blogging, then this channel is perfect for you. Subscribe to stay updated with channel udpates.

Follow me on:

Youtube channel ko google adsense se jodne ki sabhi details hindi me. Youtube channel ko google adsense se jodne ki sabhi details hindi me. Reviewed by VIJENDRA KUSHWAHA on 3:08:00 AM Rating: 5

5 comments:

  1. Kafi acchha likha hai...
    achhe se samjh me aa gya........
    thanks for sharing......

    ReplyDelete
    Replies
    1. apka bhaut dhanybad aap ish site ke bare me apne dosto ke jarur bataye

      Delete
  2. I admire this article for the well-researched content and excellent wording. I got so involved in this material that I couldn’t stop reading. I am impressed with your work and skill. Thank you so much. Furniture Stores Brampton

    ReplyDelete
  3. kya you tube ko adsense se conect karna jaroorii hai

    ReplyDelete
  4. This was really an interesting topic and I kinda agree with what you have mentioned here! youtube promotion

    ReplyDelete

Apka comment yaha par karein.

Powered by Blogger.