Double Role Video Kaise Banate Hein.

Computer Par Double Role Video Kaise Banate Hein Janiye Sabhi Details Hindi Mein.

Friends apne bollywood ki bhot si movies dekhi hongi jinme apko double role dhikhaya jata he.
kya apne kabhi socha ki Double role video apne ghar par hi kaise banayi jati he. Mien aaj ke article with video mien yahi kahunga ki aap bhi apne ghar par hi Double role video bana sakte ho. Jiske liye apko Computer, video camera, ya phir aap apne smart phone ki jarorat padegi.

1. Aap is image ka pehla pic. Dekhiye jismein apko double role dikh rha jismein ek hi jaise do boy aapas mein kuch batein kar rahein hein.
2. Or aap ish dusre image par dekh rahein hein ek hi Boy bike ko drive kar raha he nd bike ke peche bhi bahi Boy baitha he. To ye bhi ek double role hua..

Agar aap bhi is bike wala double role video banana chahte hein to apko ish video ki jarorat padegi to ap ishe download kar lijiye DOWNLOAD NOW

To aap is tareh ki double role video kaise banaoge apni computer par ye sari janaki step by step batayi jayegi.

apko double role video banana ke liye camtasia studio software ki jarurat padegi. To pehle ap Camtasia Studio software download kar lijiye. DOWNLOAD NOW
Camtasia studio PC mein install karne ke liye apko pc mien-  2.10 GHz, 2BG RAM,1GB Space
(C partition) , 64 Bit hona jaruri he.

Chroma key kya he ke chroma key ko kaise use kiya jata he. Video background ko kaise change karte hein chroma key se chroma ke  sabhi jankari neche diye gaye video mein mil jayegi.

Ap Ish Video Ko Dekhkar Double Role Video banana seekh lijiye.

Apko Hamara Video Achha Laga Ho To Please Hamare Channel Ko Subscribe

Karna Mat
Bhuliye.




Author image
About the Author

Hey I'm Raj kushwah; a blogger from India. On my Youtube video channel I talk about Blogging, WordPress, SEO, If you want to blogging and want to focus your career on blogging, then this channel is perfect for you. Subscribe to stay updated with channel udpates.

Follow me on:

Double Role Video Kaise Banate Hein. Double Role Video Kaise Banate Hein. Reviewed by VIJENDRA KUSHWAHA on 9:17:00 AM Rating: 5

No comments:

Apka comment yaha par karein.

Powered by Blogger.