Hi friends aaj hamara topic sabhi computers par mobile se net kaise chalate
hein. Mobile se sabhi computers par net chalane ke liye mein apko 3 tips dunga
jisse aap apne sabhi computers laptop par ek sath net chala sakte ho bo bhi ek
smart phone se.
1-Wi-Fi
hotspot bana kar sabhi laptop computer par chlayein net.Wi-fi hotspot se aap ek sath kam se kam 12 computers connect kar sakte ho wi-fi hotspot bahut usefull topic he ishki jankari apko hona bhahut jaruri he.
2-USB tethering kya he. Or isse computer par net kaise use kiya jata he.
USB tethering ek feature he jiska upyog smartphone se computer par net share karne ke liye kiya jata he.
USB tethering ka istemal jab kiya jata he jaise ki apke computer par wireless network device na ho or ap Wi-Fi hotspot use nahi kar pa rahe hein to aap USB tethering ka istemal karker computer par net chala sakte ho.
3. Bluetooth tethering se ek mobile se dusre mobile par internet data share kaise karte hein.
Bluetooth se net share karne ki kya jarurat jabki aisa to Wi-Fi hotspot se bhi kiya ja sakta he lekin mein apse kehna chahunga kuch phone aise ho sakte hein jismein Wi-Fi feature na tab ham Bluetooth tethering ka istemal karte hein.
Note- ye sabhi jankari apko hamare is video mein mil jayegi.
neeche play ke button par click karkar ap hamara video dekh sakte hein.
agar apka hamara video pasand aaya he to please hamare channel ko
Smart phone se sabhi computer par ek sath net kaise chalayein.
Reviewed by VIJENDRA KUSHWAHA
on
9:13:00 AM
Rating:
No comments:
Apka comment yaha par karein.