zamana bahut badal raha he. Or badalti huyi
chizon ka maza hi kuch or hota he aaj ke mahol mein pehle ki bat kare to. Pehle
hindi typing sheekhne mein kayi mahine lag jate the fir bhi hindi mein fast
typing nahi karpate the.
wo zamana guzar gaya or google ne google input tool banaya or logon ko ush input tool ko istamal karne ko diya jo aaj ke tor par bahut hi papular he koi bhi insan hindi typing ya koi bhi bhasa mein typing sheekhna nhi chahta kyon google input tool deta he zabardast futures jese apko hindi typing nahi aati he or ap hindi typing karna chahte ho. To ap hinglish mein type karke bhi hindi mein type kar sakte ho bahut hi asshan he agar apne google input tool use nahi kiya he to ap use karke dekh sakte ho 80% hindi typing ushe ke jariye ki jati hein.
par ye jamana guzara gaya doston kyonki ish bar google ne dhamakedar tool diya he jisse hindi typing mein charo chand lag gayein hein.
NOTE- ish tool ko ap kisi bhi languages mein use kar sakte ho.
ham bat kare rahein hein google docs ki jisse hein bol bol kar type kar saktein ab hamein hath chalane ki jarurat nahi hein.
Q.google docs kya he-
google docs google inc site he jise google ne bol kar type karne ke liye banaya tha.
google docs se ki gayi typing kisi bhi software mein use ki ja sakti he kyonki ishke font any type hote jo kayi fonts mein add ho jatein.
google docs. Se ghanto ka kam mints mein kar sakte hien.
ji ha ap smart phone mein bhi google docs ka istmal kar saktein hein or mobile se save ki gayi file apne pc mein office word mein open kar sakte ho.
and koi bhi changing kar sakte ho. And ap dam se kariye hindi typing mein apka jayda time west na karte huye ap agar abhi dekhna chahtein ki google docs kese kam karta he to ap abhi dekh sakte ho.
pc par google docs check karo.
Smartphone par google docs check karo.
google docs par aap adhik sawal kar sakte ho agar apko sahi samah nhi aaya ho to mein ishka bhi video tutorial bana kar taiyar kar dunga. Apka din shubh ho. Post achi lagi ho to comment jarur karna or share karna mat bhoolna

Google docs. Ab kare bol bol kar typing.
Reviewed by VIJENDRA KUSHWAHA
on
9:37:00 AM
Rating:
Sir jo niche cantact us privacy policy etc. background color hai kaise change kare
ReplyDelete