agar aap pehli bar Ye article padh rahe to ye apke liye boring ho
sakta he.
agr apko is article ko explore karna he to aap hamari pelhe ye Article padhe.
youtube kya he or isse paise kese kamate hein.
What is the youtube and how to make a money on you tube.
ye article acha ho sakta he agar aap youtube se paisa kamana chahte ho to.
youtube se paisa kamane ke liye hame youtube channel banana hoga.

Apka sawal
youtube channel kyon banaye ishki hame kya jarurat he.
youtube channel banane ke fayde.
1-kuch log (people) to apni yadein or behtreen zindgi ke hisse ko video mein record karker youtube par dalna chahte hein. jisse unke sare haseen pal ek aisi jagah save rahein ji chah tab dekha sakein to unke liye bhi youtube helpful ho sakta he.
2-kuch ishliye youtube channel banate hein jinse unka nam bade or bo dunia me famous ho jaye or bo famous hone ke liye kuch aisa kam karte honge . jinse log unhe pasand kare.
3- kuch log to aisa bhi karte hein jese bazar (market) me kuch nya product aaya or ushi par videos bana kar youtube par dal diye. or unse bhi paisa banane ki kosis ki.
4- kuch log to youtube channel se lakho rupe mahina bhi kamate hain. 1 lakh rupe ek mahine mein kamana bhot hi aasan nahi he par itna muskil bhi nahi jitna app soch rahe ho.
you par channel banakar aap bhi bhot paisa kama sakte ho kitna paisa kamaoge ye apke talent par depend he.
5- agar aap youtube par kam yab hona chahte ho to apni interest kam dekho jise karna mein boring na ho or maza aaye to samjh lo ki apko youtube par tik sakte ho
.
2-youtube par apna channel banane ke bad hame kya karna chahiye.
youtube par apna channel banane ke bad hame ushe ache se design karna chahiye. Example ke liye aap hamara youtube channel dekh sakte ho.
agar seekh lo.youtube channel ko ache se design karne se visitors jayda pasand karte hein.
1- channel par 1 acha icon image honi chahiye.
2- behtreen channel art hona chahiye.
3- social follow button add hona chahiye.
4-about me kuch channel or apke bare me hona chahiye.
5- for new visitor ke liye ke acha channel trailer hona chahiye jisse.
to aap apna channel kuch ish prakar se design karna chahiye agar apko thik se se channel design karna nhi aaata to hama yaha par youtube channel design ke ware mein bataya he.
full youtube channel ko design karna seekho.
3-youtube channel par videos ko kese upload karni chahiye.bahut se logo ko to starting me videos upload karne me problem aati he he.
apko videos upload karni ki sahi jankari yaha he.
youtube par video kese upload karni chahiye. GO TO POST
4-youtube par videos upload karne ke badapko apne channel ko verify karna cahiye jisse apka channel 15 minut se longer videos upload kar paoge nd agar apne channel ko verify nahi kiya he to aap kabhi aage nhi badh sakte.
channel ko verify kyon kare.
verify karne ke kya fayde hein uske liye ap ye postpadho.
5- channel ko verify karne ke bad apko youtube channel me monetize enble karna hoga tabhi apke videos me me ads chalegi .or agar ap apni videos se paisa kamane chahte ho to pehle apko ek adsense account banana hoga.or phir apko apne youtube channel ko adsense account se connect karna hoga.
you tube channel ko adsense se connect kaise karte hein ishki sabhi info ish article emin hai
.GO TO ARTICLE
6. ab aap you tube channel ko success nahi kar pa rahe or apki videos par jayada views nahi aatein hein to aap hamara ye article follow kar sakte hein.
9-You tube par jyada views-subscribe youtube success hone ke liye jarur padhe.
You Tube se related posts jarur padhe.
1.Youtube channel ko google adsense se jodne ki sabhi details hindi me.
2.Youtube channel me monetize enble kese kare jankari hindi me.
3-youtube par video upload karne ka sahi tarika full hindi me.
4-Youtube channel ko verify kyo kare sabhi jankari hindi me.
5-Youtube full guide. you tub par successfull banne ke liye.
6-You tube channel design full guide.
7-Youtue kya he. Or youtube se paise kese kamaye .
8-windows pc screen recording ki 7 best software or unki basic jankari.

mein ummid karta hun ki apko ye article pasand aaya hoga ish article ko ko apni social networking sites par share jarut kariyega taki ye knowledge dusro tak pahuch sake.apke sare sawal comment mein puch sakte ho mein sabhi ke answer dene ki kosis karunga.

You tube full guide. You tube channel ko success kaise karein.
Reviewed by VIJENDRA KUSHWAHA
on
2:58:00 AM
Rating:
nice
ReplyDeleteThis is also a very good post which I really enjoyed reading. It is not every day that I have the possibility to see something like this.. ตุ๊กตาเพลิงนิล
ReplyDeleteThe information you have posted is very useful. The sites you have referred was good. Thanks for sharing this: youtube promotion company
ReplyDelete