hi friends me apko
ish article me 5 free best screen shot lene bale software ke bare me batauga nd
screenshots ko apne blog ke liye kese edit karte hein.
ye full jankari shikhayi jayegi video ke madhyam se or fir aap ishke bad apne blog website par ache screenshots dal sakte ho ye jankari aap dhyan se pade kyonki isme apko snagit paid software ko bhi free life time tak use karne ki jankari di jayegi .
1- hamara pehla software free or life tak chalne wala screen shoter he jo har ek pc me hoga kyonki ye software windwos drivers dalne ke sath hi dal jata he to sabse best screen capture software he ishe apko download karna nhi padega .
1-hamare software ka nam he snipping tool.
2- agr apko ye tool nhi dikh raha ho to yaha par seach kar sakte ho snipping tool jarur hoga.
snipping tool se screenshots kese lete hein uski jankari ish video me he go to video
note- ye mera youtube par pehla video tha. Jab me youtube par bilkul naya tha. Or pehle mere youtube channel ka nam smart phone help tha ab mene ushe change kar diya he.
2-ab aapne free screenshots lena to seekh hi liya he bas apko ab ushe edit karna seekhata hu jese apne abhi hamari start wali image dekhi thi.
screenshots ap photoshop se bhi edit kar sakte ho agar ap ek ache photoshop expert honge tabhi aap photoshop se screenshots edit kar paoge free.
lekin me apko paint ke bare me bataunga jo ki bilkul free or life time software he or bahut hi asan he nd aapko ye software bhi download karna nhi padega ki ye bhi windows drivers ke sath install ho jata he apni pc me.
1-hamare software ka nam he paint .
2- agr apko paint software nhi dikh raha ho to yaha par search kar sakte ho paint jarur hoga.
paint software ko kese use karte hein screenshots edit karne ke liye agar apko paint se ache screenshots edit karna he to aap hamara ye video dekho. GO TO VIDEO
3- ab me apko aise free screenshot lene bale software ko batunga jise me pehle bahut use kar chuka hu or bo acha screenshot lene ke sath-sath ek acha screenshots edit bhi karta he.or apko ye bat sunkar khusi hogi ki bo ek acha or free screen recorder bhi he.
software ka nam apowersoft screen recorder he jo screen recording karne ke liya banaya tha.Apowersoft ne
aap ish software ko yaha se download kar lijiye.
download kare .
software ka size jyada bada nhi he 18 MB ka he to aap ishe aram se download kar lijiye nd.
ab apko ishe use karna seekhna to aap ish video me software ko thik se chalana shikh jaoge hamara video dekho. GO TO VIDEO
4- ab me apko mobile me screenshots lene ka trika batunga bina kisi apps ke.
track 90 % mobile me kam karegi.or 10 % mobile ke liye aap kisi app ko use kar sakte ho.
note – ye track androi mobile me kam karne ke sath windows phone me bhi kam karegi.
volume down button and power button ko ek sath dabaye rakh se screen shot liya jata he.
note – agar dono button ek sath nhi daba paye to screenshot nhi hoga ishkeliye aap fir se try kar sakte ho.
ab apko mobile me screen shot edit karne wale apps ke bare me bata hu.
aap play store me ja kar search karo apowersoft to screenshot editor aa jayega jo ki apowersoft ka apps he ap ushe download kar sakte ho jyada badi file nhi he 3.46 MB ki file he.
and hamara dusra apps he picArt ye bahut acha photo editor apps he mobile ke liye.
and ab me sabse akhri or sabse best software ke bare me bata hu.Note- ye paid software he par me apko free me life time tak chalane ki track bataunga ishliye aap ish post ko dhyan se padhye.
5-nam snagit or techsmith ka software he ye software sirf screenshots lene or unhe edit karne ke liye hi banaya he ish software ko bahut se blogger use karte hein kyoni ye bahut hein fast kam karta he or isse bhi screen record ki ja sakti he.
nd chodo me apko camtasia ke bare me kuch bata hu kyonki camtasia studio bhi techsmith ka software he or bahut mehnga software he kareeb 20,000 hajar rupe ka software he ka or ish software se screen recording sath ek achi video editing bhi hoti he . or ye software youtube ke liye tutorial banane ke liye hi kam aata he.
me apko camtasia studio ke bare me isliye bata raha hu kyoni ye paid software he or iska trail software 30days ka he.
or snagit software bhi paid he or iska trail software 15 days ka he yani tum 15 din me jyada kam bhi nhi kar paoge balki itno dino me to aap ushe thik se chalana shikh paoge.
or iska paid software bhi bahut mehnga he $49.95 doller ka yani 3250 rupe ka he.
lekin aap ishe free me bhi life tak chala sakte ho
uske liye ap hamari ye post pado ya video me dekho.
article padho video me dekho
snagit ko yaha se windows pc me yaha se download karlo iska size 75 MB he or isme bahut use karta hu post images me.
snagit ko download karo.
agar ap mac (apple pc ) ke liye www.techsmith.com se dwonlad kar sakte ho.
ab apko snagit screenshots edit ka result batahu.
1- yaha par ap techsmith ka software search kar sakte ho kyonki techsmith bahut se software banaye hein.
2-yaha click kare windows pc ke liye snagit software download kar sakte ho.
3- yaha par ap mac ke liye snagit software download kar sakte ho.
4-help or compny he yaha par jo arrow he is kahi behtter arrow he is software me.
5- ish prakar ke callouts bhi bahut he is software me.or ye kuch snagit se screenshot lene ka triaka he.
aap ish print screen button daba kar screenshot le sakte ho ye jab hi kam karega jab tumhare pc me snagit software hoga.or bese ish button se bhi screenshots liya karta tha pehle me.
1- yaha par ye patti (bar) automatic aa jayegi jese hi app snagit ko install karoge to or yaha par click kar aap snagit ka editor khol sakte ho.
2-ish re button click karne se capture tool so ho jayega nd print button se bhi capture tool so kar sakte ho.
3-aise drag karke screen shot lijiye.
4-camera icon se aap capture image kar sakte ho yani screenshots le sakte ho.
5-yaha se aap video capture kar sakte ho.
ab samajh gaye hongi ki screen shot kitni achi qualty se edit kiya he .
ab raha snagit ko kese use kar uske liye aap hamara ye video me dekho.go to may video
ummid he apko ye post bahut help full ho sakti he.
agar apko hamari website pasand aayi ho to comment me kuch likhe apne andaz me
and agar apko kahi par kuch confues. Ho to ap hame comment kariye.
hamare youtube channel ko subscribe jarur kariye subscribe kariye.

5 Free Screenshoter and editor best software or unke use karne ke help full videos.
Reviewed by VIJENDRA KUSHWAHA
on
11:33:00 AM
Rating:
Very Nice..
ReplyDeleteRaj aap mehnat Achhe se kar rahe ho.... all the best
Template ka bg color ab theek hai pehle se...
Thanx bro. Its my pleasure
DeleteHmm... nice article find it helpfull
ReplyDeleteThanx apne dosto ke sath bhi share keejiye
DeleteThanx apne dosto ke sath bhi share keejiye
DeleteBro.. Ye template konsi hai aur Ye free hai ya Paid version ha
ReplyDeletefree he . tamplate ka name ribbon he
ReplyDeletenice bhai lge raho
ReplyDeleteThanx bhai,kam yabi tak,pahuchne ke liye aap jese bhahiyo ka sath chahiye

ReplyDeletevery very nice post raj ji
ReplyDeleteits my pleasure
Deletecomplete video course of video editing
ReplyDeletecomplete video course of video editing
ReplyDeleteAwesome post. Thank you so much.
ReplyDeletemobile app development company in chennai