Smart phone hang hone ke 3 main karan or unka solution.

1-android phone ki internal storage ko jyada na bharein
matlb jyada games and apps apne phone ki interrnal storage me na rakhein
jitna apke phone ki internal storage khali rahegi utna hi apka mobile safe rahega.

solution –ap apne phone me bade games and badi apps rakhna chahte ho to rakh sakte ho uske liye.
 
apko app install (external)sd card me karna hoga.
 
agr apki pehle se jo aaps ap apne phone me install kar chuke ho to unhe aap sd card me move kar lije taki phone ki internal storage  me kuch space ho jaye.

note- aise karne se apka smart phone 60 % sahi rahega.
apko aaps ko internal storage se extarnal sd card me move kese karte hein uske liye aap mujhe follow kare.
step-1

1-
settings me  jao or.

2- apps par click kro.

3- ab apke samne sari apps and games aa jeyenge.

or mujhe amazon shopping ko memory card me karna he jo ki 26.02MB ki he jitni MB ki apki apps hogi utna hi hamre phone ki internal memory khali ho jayegi.
jis aap ko aap phone se memory card me karna chahte ho uspe click kar dijiye or me amazon shoping ko karna chahta hu to me uspe click karta hu.

4-Move to memory card par click kar dijiye ab apki aaps phone se external memory card me pahuch gayi .

5- ye check kese karein ki hamari aaps   memory card me pahuchi ki nhi uske liye hamare photo ko dhya se follow karo.

11-    Is prakar apka aaps move ho jata he.

2- memory card ke icon par clic kariye.

3-jitni apps apne  phone se memory card me ki he bo sab yaha par dikh jayeingi.

  
2-aaj kal android phone 2me ram kam hone se mobile jyada hang hota to external me kese add kare apne android phone mein.
 

1- ram kyu bhadhaye .
bhahut se log android phone hi use karte hein
or phone ki ram kam hone ki karan hamare phone ki performance bhut kharb ho jayat he.

or apne phone me bahut se games  and apps chalane ki kosis karte hein lekin apki ram kam hone ki bajah se aap unhe nhi chala  pate ho or fir mud kharab ho jata he par me apko batata hu phone ki external ram kese bhadate hein.

mobile ko hang hone se bachane ke liye ram ko bhadana bhut hi jaruri he
ab apke man me ye sawal jarur aaaya hoga ki ram ke li MB khase laye to memory card se ham apni ram ko badha payengen.

bese ram bhadhane ke bahut se tarike hein jo me use kar chuka hu par me apko bhi bataunga jo apke liye best hoga
ye tarika bilkul free or aasan he isme apko ek apps download karni padegi ROEHSOFT RAM EXAPENDER Ye ek esa software he  jo apki jo apke memory card ka ka partition banakar mobile ki ram ka space bhada sakte ho.

likin uske liye apke phone ko root karna bahut hi jaruri he
root kya hota he or apne phone ko root kese karte hein jane root ke fyde or nuksaan hindi mein root bare me jane
step-1 
ROEHSOFT RAM EXAPENDER is download kariye apne playstore se download aap yaha click kar kar v kr sakte hoROEHSOFT RAM EXAPENDER DOWNLOAD KARE
apne phone restart kare lijiye.
2- Apne jo app download ki thi ushe aap open kariye.

3-ab apko uper ki tref green colour ki light  dhikhegi usper apko ek dot dikhega ushe right me drag kariye.

apko memory card ki jitni mb use karni he utna ap ushe drag kariye.
4 itna karne bad ab apko uske niche green light dhikhegi jo swipeness kahete
or ush to ko full drag kar dijiye.
5-ye sab karne ke bad aap active par click kariye or swap file create hone tak wait kariye.

ishke bad aap active par click karoge. Turant hi swap file create hona start ho jayegi jese hi 100% ho jaye to  ush app ko close kar dijie  or ab apko apne smartphone ko restart karna he
abb apki ram bhd chuki he he.

note- ram apko settings about me nhi dhkhegi sirf aapke phone ki speed dikhegi.
3-behtreen antivirus hona chahiye apke phone me .antvirus kon kon se  best hein ye pta karne ke liye aap bahut se antivirus install karke dekhte honge par me apko 3 super antivirus ke nam batata hu aap teeno me se ek chun lijiye.

1-CM security 2- 360 security 3-avast mobile security
uper diye gye antivirus me apko CM security ko example ke liye select kar leta hu 
bese aap soch rahe honge teeno me se konsa use karna chahiye
chalo me apne phone use karne wale antvirus ke bare me bata deta hu me CM security and 360 security use karta hu me.  

ab apko jo acha lage aap bo select kar lijiye.



11- cm cecurity ko open karenge to phir ek scan blue button hoga usper click karkar aap scan kar sakte hein.
2-note – ishka aap lock itna danger h ki koi aap lock download karne ki jarurat nhi padegi lock kitna danger he.

manlo aap ne 10 aaps Par  lock lga diya isme ek  intruder selfie ka option v hota he  aapne ushe enable kr diya to koi v hamare lock ko kholne ki kosis karega to uski selfie hamare phone galary me pahuch jayegi nd ap uske niche dhekhenge to ap ko 2 option or dhikhyi.
 denge pehele hoga pasword wrong ka matb aap pswrd wrong hone ka time v set kar sakte ho jese teen bar galat paswd dalega ushki selfie hamare phone me aa jayegi .
ye apko select karna apko wrong time kitna bar set karna he.

or dusra option ye hoga aap apni gmail par selfie lena chahte hein ki nhi ye ap choch liye ki selfe gmail par aayegi to ham kisi v drive me gmail open karke selfie dekh sakte hein ki mobile kiske pas he.
mujhe is antivirus me ye futures bhut pasand aaye.

3-apne jese hi scan par click karenge to to uske niche teen button se honge.

 4- virus  yaha par apko  virus  dikhenge.

 5-privacy par apko apne browser ki pravacy dekhegi.

 6-junk yaha par apko apni mobile ki junk dekhegi jisse apka     mobile jyada hang hota he.
note -jese hi scan ho jayega to ye dhkhega.

7-privacy ki file dikhengi.

8-junk mb .

9-virus scaned aaps hongi.

10-resolve all par click kar hoga jisse apke phone me jitni bhi danger problem hongi bo sab thik ho jayengi.

safe – resolve karne ke bad safe likha aaye to samjh lijiye aapka phone bilkul muqt  ho .agar apko kuch problem aaye to mujhe comment kariye agar cm security ke bare post chahiye to comment jarur kariye agar aap meri post ko follow na kar payein ho to ye video dekh kar shikh lijye watch my video
Author image
About the Author

Hey I'm Raj kushwah; a blogger from India. On my Youtube video channel I talk about Blogging, WordPress, SEO, If you want to blogging and want to focus your career on blogging, then this channel is perfect for you. Subscribe to stay updated with channel udpates.

Follow me on:

Smart phone hang hone ke 3 main karan or unka solution. Smart  phone hang hone ke 3 main karan or unka solution. Reviewed by VIJENDRA KUSHWAHA on 6:18:00 AM Rating: 5

1 comment:

Apka comment yaha par karein.

Powered by Blogger.